Sunday, September 29, 2013

Phir shagoofay muskraey, phir chubhi seenay main saans

Phir shagoofay muskraey, phir chubhi seenay main saans,

Josh! yaad – e – yaar phir bay ikhtiyaar aanay lagi.

Uth Baaghbaa'n Khudara Gulshan mein nasab ker dey...

Uth Baaghbaa’n Khudara Gulshan mein nasab ker dey,
Halki si Chandni mein Phoolo’n ka Shamyaana

Haath Us Nay Faatiha Ko Uthaye Jo Naaz Say...

Haath Us Nay Faatiha Ko Uthaye Jo Naaz Say,

Aanchal Dhalak K Reh Gya Zulf-e-Daraaz Say

Zahaanto'n ko kahan Qarb se faraar milaa...

Zahaanto’n ko kahan Qarb se faraar milaa,

Jisay Nigaah mili uss ko intazaar milaa

Hum se kab mansoob he rounaq tumhari bazm ki...

Hum se kab mansoob he rounaq tumhari bazm ki !!!


Hum na hon ge tab b ho gi…

Subha teri..

Shaam teri..

Raat teri…


dard bhari shayari

Zindgani Ka Sabak lay Phool Say...

Zindagani Ka Sabak lay Phool Say,

Daikh Uski Ibtada-o-Inteha

Kaantay ki rug mein bhi hai lahu sabzazaar ka...

Kaantay ki rug mein bhi hai lahu sabzazaar ka,

Paala howa hai woh bhi nasim-e-bahaar ka

Mery chaaragar ko naveed do...

Mery chaaragar ko naveed do,
Woh jo Bismil* tha, na raha.


(*Zakhmi)

Facebook Followers